Naruto series ke 3 legendary character
Naruto series ke 3 legendary character
1.itachi
Itachi jo sabko lagta tha ki wo ek vilan
Hai lekin wo apne bhai are village ke liye
Itni badi kurbani di uska pover susake
Se kyi jada tha lekin wo apne maa baap
Ke wada ke liye apne ap ka sacrifice kar diya wo chahta to susake ko kabhi nahin maar Sakta tha Lekin itachi nein Aisa nahi kiya
Pure Naruto series mein jiraya
Ek Aisa lauta Banda tha wo kyunki
Usne jisko bhi train Kiya vah to aage jakar bahut bada villain ban gaya ya FIR hak aage ban gaya jaise ki pahle minato mein kaje Ko Kiya train to vah bhi forth hoga aage banaa
Dusra yahi ko nagato aur Konan jo ki Naruto world ke Van off d best powerful insan hai
Aur teesra apna Naruto jo ki series ka man corrector hai vah bhi jakar last mein seventh hoga banaa
3. Kakashi hatake
Yah Banda shuru Se Hi genius tha kyunki yah sirf 12 sal ki umra mein join ban gaya tha aur uske bad jab iske pass Obito Ka aankh aaya to uske bad aur jyada powerful Ho Gaya vah to copy Ninja ke naam se bhi Jana jaane Laga aur to aur the four great Ninja war main Obito ka dusra aankh milane ke bad usne susano ko activate kar liya aur gudiya ke upar bhi uska attack kam kar raha tha aur mujhe batane ki jarurat nahin ki Kya gujiya Kitna jyada powerful hai



